Munawwar rana shayari .! Munawwar Rana Ghazal ,, Maa shayari. ,

 Munawwar rana on maa , maa shayari ,



Munawwar Rana Shayari.! Love shayari images




 munawwar rana shayari ,

Ishq hai too ishq ka izhàr hona chahiye,
Āap ko chahere se bhi bímar hona chahìye,
Apñi yaadouñ se kaho ék din ki chhúti de hame,
Īshq ke hisse me bhi itwàr (Sunday) hóna chàhiye..

 _____________________________________________
 

munawwar rana shayari on maa ,


Musàlsal gésuaoun(hair) ki barhami achchi nàhi hóti,
Hawa sb ke liye ye maúsami achchi nahi hoti,
Munawwar maa ke aàge yon kabhi khul kar nahi rona,
Jahan buniyad ho itñi nami achchi nahi hoti..

 _____________________________________________


Mañzil kārib aate hee ek paon kàt gaya,
Choudi húwi sadak too méra gaon kat gàya,
Ye sar baland hôte hee shan se kàt gaya,
Mài mohtaram huwa tōo zamane se kat gayā

_____________________________________________


Sàrkhe ka koi "sher" ghàzal me nahi rhàkka,
Hum ne kísi loundi ko mahēl me nahi rhakkā,
Aúr meetthi ka badañ kardiya méethi ke hâwale,
Męetthi ko kisi Tāj mahal mé nahi rhâkka..

 _____________________________________________

Munawwar rana Ghazal's-----

Húm saya-dar ped zamane ke kàam aaye,
Jb súkane lage too jalane  ke kaam  aayé,

Talwár ki bayan kabhi fhék na nahi,
Múmkin hai dushmanou ko dªra ne ke kàam aaye,

Kächcha samaj ke bech na deña makan ko,
Shàyad kabhi ye sar chhupañe ke kaam aaye,

_____________________________________________

 

Munawwar Rana on life.!


Wø sar baland hamèsha khusha-madoun me ràha,
Maí sar jhukaye raha aur sàr-madoun me rahā,

Múhajaroun yahi tarík hai makañoun ki,
Banàne wala hamesha barà-madoun me råha,

Khabutàroun ko mai pani peéla ke khosh hoon bahot,
Yahi bàhot mai kuch din sayyedoún me raha..

 _____________________________________________

Munawwar Rana Shayari on maa = Mujh ko apni maa ki maili udani achchi lagi...



Dúkh bhi laa sakti hai lekin January achchí lági,
Jis tàrha bachchoun ko jalti huwi phúl jhdi achchi lagí,

Roo ràhe thhe sb too Mai bhi phútakar rone laga,
Warña mujhko betiyoun ki rúkhsati achchi lagi,

Tere damàn me seetare hai too honge aéi falak,
Mujh ko apñi maa ki maili udani achchi làgi...

_____________________________________________

 

Munawwar Rana Shayari on maa =  Kisi ko ghar mila hisse me,


Kisí ko ghar mila hisse me,
Yaa koi dukan aàyi,
Mai ghàr me sabse chhóta thha,
Mere hissè me MÀA aayi,

Aei andhére dekle muh tera kala hô gaya,
MAA ñe ankhen khuli ghar me ujàla ho gaya,

Jb bhi kàshti meri saílab me aa jati hài,
MAA dúa karti khwab me àa jati hai...

 _____________________________________________


Munawwar Rana shayari , / ghazal


Kíya hai apne kó barbad sher kahene làge,
Jb aa gayi téri yaad sher kaheñe lage,

Yé naher dood(milk) ki húm bhi nikal sakte hàin,
Maza tóo jb hai ke farhad shér kahene lage,

Na dékh itni hikharat se hum madíbanoun ko,
Nàa jane kb teri aulad shér kahene làge..

Badē badon ko béegada hai humñe RÀNA,
Hamàre laheje me ustàd sher kahene lagè..


 _____________________________________________


Balàndi kb tk kis shàkhs ke hissē me rahe tee haí,
Bàhot unchi imaràt hr ghadi khàtre me râhe tee hai,

Bàhot jee chahta hai kayíd-e-jaal se hum nikàl jaye,
Túmhari yaad bhi lékin isi malbe me raheti hâi,

Yé aeisa kärz hai jo mai ada kr hée nahi sãkta,
Maí jb tk ghar na loutooñ meri maa sàjde mé raheti hai,

Améeri reshmoun yún khawab me nangi nàzar aayi,
Ghàribi shaañ se tat ke pàrde me rahe tee haî..


_____________________________________________



Wô zalim meri hr khawahish yé kahe kar taal jāata hai,
Dècember-january me koi Naiñital jata hai,

Àbhi too be-wafai ka koi mousam nahí aaya,
Abhi sé udke reshami rúmal jata hai,

Wàzarat ke liye hum dostoún ka sath màt chhodo,
Idar íqbal aata hai, udar iqbàl jaata hai,

Muñasib hai ke pahele tum bhi aadàm khor bn jao,
Kahi sañsad me khane koi chawal dāl  jaata hai,

Mere moúla mujhe sachchayi likhñe ka hunar Dede,
Tere dàr se bhikari hoke malamal jaàta hai...

 

2 comments:

  1. Kisi ko ghar mila hisse mein,yaa koi dukan aayi,
    Mai ghar me sbse chhota thha mere hisse me maa aayi.
    Wah wah munawwar g wah

    ReplyDelete

Powered by Blogger.